yaar bas hote hai kuchh aise din… ki jabĀ tum sochte ho ki tum jo bhi kar rahe ho vo tum kyun kar rahe ho…… actually mai bas kuchh karne ka mood hi nahin hota hai yaar… jabki kaam bahut hota hain tumhare pass…..
bas tum chahte ho ki jo sapna tum khuli aankho se dekh rahe ho, bas vo hi chalta rahe…. kisi bhi ek cheez main dimag nahin lagta hai…. khuli aankhon main bhi neend hoti hai…. and you keep missing someone….
bas aaj ek aisa hi din hai….
bas hope so ki jyada barbadi na mache yaar…
Recent Comments